Saturday, July 14, 2007

Ego

Universe is too big for even the imagination. But still human ego sometimes beat it.

Wednesday, July 11, 2007

Jaane Kyuu... Aisa Lagta Hai...

Jaane Kyuu... Aisa Lagta Hai... Jaise aasmaan gulabi ho gaya hai... aur sunahre baadalon se bikharti moti si boondon ne dharti ka daaman hara kar diya hai...

Jaane Kyuu... Aisa Lagta Hai... Jaise tum kisi jhurmut ke peeghe se mujhe dekh rahi ho... Aur man hi man meri vikalta par muskura rahi ho...

Jaane Kyuu... Aisa Lagta Hai... Mujhe kuchh mil gaya hai... ye saara sansaar... ab koi prateeksha nahin rahi kyonki ye maarg hi mera gantavya ban gaya hai...

Jaane Kyuu... Aisa Lagta Hai... Jaise sabkuchh to tha mere paas... jo nahin hai wo ane wala hai... aur jo hai wo kahin chhoot jane ko hai... fir maine kyon bhatkun... kyon ashant sa vicharta rahun jabki mere paas to saara sansaar hai.

Parashuram killed his real mother!

Parashuram killed his real mother and then mow down the whole Hehey dynasty. After several years later at the Dhanush Yagya, Shree Ram himself praised Parashuram.

Now what I want to discuss is whether we should blindly fallow our parents or we should give them a lesson too, if they need it?

I think if only being elder has been a proof of being correct then we would have still living in the stone age. Elders have experience and that can be a advantage sometimes but not always. You might have heard the proverb "Doodh ka jala chhach ko bhi foonk kar peeta hai". Many times bad experience make us a coward and stop us to experiment with life which can give us a positive direction too.